Saturday 5 December 2009

Atom Bomb hain teri jawani

Atom Bomb hain teri jawani


ha to aap ko dekh ke ek sher yaad aya hain
(Male)
husn pariyon se, chamak chand se laya hoga
sabnami fhoolon se hothon ko sajaya hoga
zulf bikhare to, ghaataoo ko pachina aye
badi furshat se tujhe rab ne banaya hoga


(FEMALE)
Husn ki taazgi pe, ishq wale jaan diya karte hain
mastiyaan lootne se pehle hi yunhi baat kehte hain
roop ko chand aur zulfo ko ghaata kehte hian
karke taarif mazaa loot liya karte hain

(Male)
Neele aankhen , chehra noorani
atom bomb hain teri jawani (2)
humko banale sawariya, "cut jayegi umariya"

(FEMALE)
kyun hain tumko ye hairani
dekh ke meri mast jawani
mujhpe na dallo nazariya
meri katil hain ye umariya

(Male)
aaa a a a a aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa a a a aa
pani sa ga re sa nisha pani ma pa ga ma pani sa sa ma pa ga ma pani sa sa ma pa ga ma pani sa

parwane kab darte shama se
marne ki parwah na karte
ashique wo kabhi ho nahi sakte
jo dilbar ki chah nahi karte
dekh palat ke dilbar jani
atom bomb hain teri jawani (2)
humko banale sawariya, o gori "cut jayegi umariya" (2)

(FEMALE)
mujhko pane ki hasrat mein
apne dil se chal jaoge
chuloge to aag lagegi
pyaar ki aag mein jal jaoge
mat kar chune ki nadani
atom bomb hain meri jawani
hum pe na dalo nazariya
meri katil hain ye umariya (2)

aaa a a a a aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa a a a aa

(Male)
ishq pe tohmat yu na lagao
ek dafa dil deke dekho
jaaan hain haazir, jaam bana lo
jaane tammana kuch to socho
husn ki malika roop ki rani
atom bomb hain teri jawani (2)
humko banale sawariya, o gori "cut jayegi umariya" (2)

(FEMALE)
jawani mein sabab sabko nazar ata hain
husn dhal jaye to har koi bhul jata hian

(Male)
azi hum wo hain,
jo ulfat mein jeete marte hain
pyaar ki hadh se gujar ke bhi pyaar karte hain
ban ja ab tu meri rani
atom bomb hain teri jawani (2)
humko banale sawariya, o gori "cut jayegi umariya" (2)

1 comment:

  1. Hi.....
    I really appreciate this amazing post which you have provided for us. I assure that it will be beneficial for most people. if you want to more lyric list you can visit here Street Fighting Man Lyrics

    ReplyDelete