Nusrat Fateh ali khan - ye jo halka halka Suroor hain
$ Ye jo halka halka suroor hai $.................................... 2
Yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya
$$
Ye jo halka halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya
Tere pyaar ne teri chaah ne
Teri behki behki nigaah ne....................................................8
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
Sharaab kaisi, Khumaar kaisa
Yeh sab tumhari nawazishen hain ................2
Pilayi hai kiss nazar se tu ne
Keh mujh ko apni khabar nahin hai
Teri behki behki nigaah ne....................................................4
Sara jahan mast Jahan ka nizam mast..................2
Sara jahan mast Jahan ka nizam mast
Tum mast sheesha mast sab mast jaam mast..............2
Din mast raat mast Sahr mast shaam mast..................2
Yun to saaqi har tarha ki tere maikhane mein hai...........2
woh bhi thori si..................2.................. jo in aankhon ke paimaanay mein hai
woh bhi thori si.............. 2
Sab samajhta hoon teri ishwaagari? ai saki
Kaam karti hai nazar, naam hai maikhane ka
Teri behki behki nigaah ne....................................................4
Tera piyaar hai meri zindagi..................2
Tera pyaar hai meri zindagi..................2
Jo teri khushi woh meri khushi..................2
Ye mere junoon ka hai mojza..................2
Jahan apne sar ko jhuka diya..................2
Wahan mein ne kaaba bana diya
Mere baad kiss ko sataao ge..................2
Mein ne un ke saamne awwal-to-khanjar rakh diya
Phir kaleja rakh diya
dil rakh diya
sar rakh diya
aur arz kiya
Mere baad kiss ko sataao ge..................2
Mere baad kiss ko sataao ge
Mujhe kiss tarha se mitaao ge
Kahan ja ke teer chalaao ge
Meri doosti ki balaayen lo
Mujhe haath utha kar duaaein do
Tumhein ek kaatil bana diya
Ye jo halka halka suroor hai
Yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya
No comments:
Post a Comment